Milne Ki Tum Koshish Kerna Song Dil Ka Kya Kasoor Asha Bhosle Kumar Sanu Lyrics
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2024-04-11 10:34:03Milne Ki Tum Koshish Kerna Song Dil Ka Kya Kasoor Asha Bhosle Kumar Sanu Lyrics
Film/Album : | |
Language : | Estonian |
Lyrics by : | Sameer |
Singer : | Asha Bhosle, Kumar Sanu |
Composer : | Nadeem - Shravan |
Publish Date : | 2024-04-11 10:34:03 |
Song Lyrics :
F] Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot ja~ta hai
Vaada to toot ja~ta hai
M] Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot ja~ta hai
Vaada to toot ja~ta hai
F] Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot ja~ta hai
Sapna to toot ja~ta hai
M] Hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Ho... hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzarna
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzarna
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot ja~ta hai
Sheesha to toot ja~ta hai
F] Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
M] Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
F] Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
M] Vaada to toot ja~ta hai
F] Vaada to toot ja~ta hai