DreamPirates > Lyrics > Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics

Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2024-04-10 08:58:29

Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics

Film/Album :
Language : Swahili
Lyrics by : Sameer
Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik
Composer : Nadeem Saifee, Shra
Publish Date : 2024-04-10 08:58:29

Phool Mangoo Naa Bahaar Song    Raja  Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics


Song Lyrics :

Phool maangu na bahaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu

Chain maangu na qaraar maangu
Chain maangu na qaraar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu

Jo bhi chupaaya tha is dil main
Maine tujhko bataaya
Raaze mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya
Kaisi hoti hai lagi mujhko to bata
Is mein hai bechaniyaan
is mein hai nasha

Hosh maangu na khumaar maangu
Hosh maangu na khumaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu

Phool maangu na bahaar maangu
Chain maangu na qarrar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu

Har dam chaahe itna mujhe
Hoga na aisa deewana
Tere liye main jaane jahan
Chhodoon saare zamaana
Guzregi kaise bhala tanha zindagi
Ab to tere naam hai meri har khushi


Roop maangu na singaar maangu
Roop maangu na singaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu

Phool maangu na bahaar maangu
Chain maangu na qaraar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu

Tag : lyrics

Relative Posts