Kisi Din Banoongi Main Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2024-04-10 08:51:42Kisi Din Banoongi Main Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Film/Album : | |
Language : | Swahili |
Lyrics by : | Sameer |
Singer : | Udit Narayan, Alka Yagnik |
Composer : | Nadeem Saifee, Shrav |
Publish Date : | 2024-04-10 08:51:42 |
Song Lyrics :
Kisi din banungi, main raja ki rani
Zaraa phir se kehena
Kisi din banungi, main raja ki rani
Zaraa phir se kehena
Badi dilarubaa hai, ye saari kahaani
Zaraa phir se kehena
Abhi to mile ho, abhi tum na jaanaa
Ki dil ban gayaa hai
Tumhara deewana
Ho… zara phir se kehena
Kisi din banungi, main raja ki rani
Zaraa phir se kehena
Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gai
Uthi jo ek baar sau sawaal kar gai
Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gai
Uthi jo ek baar sau sawaal kar gai
Meri jawan, dhadkano mein teri pyaas thi
Lagaa ye tujhko dekh ke teri talaash thi
Tasvir teri dilabar
Main dil mein utaarunga
Uljhe uljhe tere, gesu ko sawarungaa
Zaraa phir se kehena
Kisi din banegi, tu raja ki rani
Zaraa phir se kehena
Badi dilruba hai, ye saari kahaani
Zaraa phir se kehena
Abhi to mile ho, abhi tum na jaanaa
Ke main ban gayaa hun, tumhaaraa deewana
Zaraa phir se kehena
Kisi din banungi, main raja ki rani
Zaraa phir se kehena
Tu phool hai chaman ka main
Kali baahaar ki
Mere labon pe likh de daastaan pyaar ki
Tu phool hai chaman ka main
Kali baahaar ki
Mere labon pe likh de daastaan pyaar ki
Tu ishq ki jubaan, husn ka bayaan hai
Tu jaan nashin jaan-e-jaan
Tu meri jaan hai
Taarif na kar itni
Main hosh gawaa baithu
Aisaa na ho chaahat mein
Duniya ko bhulaa baithu
Zaraa phir se kehena
Kisi din banungi, main raja ki rani
Zaraa phir se kehena
Badi dilarubaa hai, ye saari kahaani
Zaraa phir se kehena
Hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la
Zaraa phir se kehena
Hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la
Zaraa phir se kehena