Tujhe Dekha Toh Song Dilwale Dulhania Le Jayenge Kumar Sanu Lata Mangeshkar Lyrics
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2024-04-04 16:53:06Tujhe Dekha Toh Song Dilwale Dulhania Le Jayenge Kumar Sanu Lata Mangeshkar Lyrics
Film/Album : | |
Language : | Indonesian |
Lyrics by : | Anand Bakshi |
Singer : | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar |
Composer : | Jatin-Lalit |
Publish Date : | 2024-04-04 16:53:06 |
Song Lyrics :
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
(Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam) - 2
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--FEMALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
--FEMALE--
La la la la la, la la la la la
La la la la la, la la la
Aankhen meri sapne tere
Dil mera, yaadein teri
--MALE--
O, mera hai kya
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Sab kuch tera
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Jaan teri, saansein teri
--FEMALE--
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
--FEMALE--
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
--FEMALE--
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon
--MALE--
Haan, tu saamne
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Baithi rahe
--FEMALE--
(La la la)
--MALE--
Main tujhe dekha karoon
--FEMALE--
Tune aawaaz di, dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam
--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
--FEMALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
--MALE--
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
--FEMALE--
Teri baahon mein mar jaaye hum